Wednesday 4 July 2012

PTHTHAR KA AADAM


v   .....khuda ne jab banaya but tou aadam ban gaya...
aadam k dil mei koi kona rah gaya....
hawwa ne pyar se dunia banaa jo di...
aadam apne seene se sabko lagaa gayaa....
hr chingari se sulga uska jigar
pr pyar se dil k mom ko jalata chala gaya...
bahta jo bhi aankh se kisi k jo katra...
hr katre ko moti banata chala gaya....
dil ko banaya paththar sa....
sar rakh hr koi ro sakey......
khamosh sa apne samandar mei doob gaya...
fat jata hoga uska bhi kaleja kabhi kabhi....
paththar ko dariya k kyo jahan bhula gaya....
majhab k naam par bas sar jhuka diya..
dil mei basaa kar usey khud ko paththar banaa liya...
chot khaa k dard de khud ko manaa liya...

No comments:

Post a Comment